Jaisa Ki aap Aur me Mobile blogging karte hai Par bahut se Log ke pass Computer nahi hota hai To blogging karna chahate hai to Mobile se Bhi blogging kiya ja sakte hai ajj mai apko issi ke bare me batunga ki mobile blogging kaise kare hai .
Mobile blogging karne ke liye apko subse best app ke bare me batane wala hu ajj ka topic bahut khass hai kyu ki ye sabhi ke uses me aa jata hai
Jaise ki ap computer aur laptop ko har jagh le kar nahi ghum sakte hai apke pass hamesa mobile rahata hai apko mobile se hi apke blog ya blogging ko contorl kar sakte hai isliye mai apko mobile se blogging ke bare me subse best usses aap ki jankari dunga
Blog ye blogging se paise kaise kamate hai
Blog se Seo Ko kaise improved karte hai full guide
Event blogging kya hai Event blogging kaise karte hai
Mobile bogging ke liye Top 4 Best apps
Apka site wordpress ya blogger pe hp isse koi fark nahi padhta ki app koi se site me blogging karte hai apko wordpress ke bhi aap ke bare me batunga jise blogging kar sakte hai
Sabhi mobile blogging karne ke apps hai apko Sabhi apps ke bare me batunga jo usse ho sakte hai
1. Blogger
Blogger Apps apko Playstore pe asanhi se mil jata hai agar ap free blog banaye hai to ap is app ko use kar ke mobile blogging kar sakte hai ye jo app hai google hi iska devloper hai
Apko isme typing mobile se asani se kar sakte hai Aur apko photo upload and label and under line heading lik jaise jo importent option mil jate hai jo jo bahut jaruri hota hai Aur apne blog ke artical Ache se degine kar sakte hai
2. WordPress Platform
Agar apka site wordpress pe hai to iske liye bhi ek Apps mil jata hai jaha se apne wordpress site me artical likhne ke liye apps hai ye bhi apps apko playstore pe mil jayega
Ye jo aapps hai apko blogger jaise hi ap apne artical ko likh sakte hai Isme bhi apko same option mil jate hai jise use kar ke apne artical ko likh sakte hai
3. Adsense
Adsense ke apps mil jaye ga ye bhut impotent app hai agar ap blogging me google adsense se paise kamate hai to apko ye ap bhi bahut jaruri hota hai kyu ki ye apps se apne site ke click ko dekh sakte hai apke site pe click aur impression kaise chal raha hai
4. Google Analaytics
Google annalytics ke bare me app jante honege ki isme apke blog ke traffic ko dhikhata hai aur apke blog pe kinta time apke apge ko watch karte hai Ap apne blog ke traffic ko dekhne ke liye use kar saktehai
Dosto to ye sabhi apps hai jo apko mobile blogging karne me maddat karta hai ye sabhi apps ko usse kar ke apke blog ko improved kar sakte hai ye app ko jarur usse kar ke dekh sakte hai sabhi ke link ko mai niche me diya hu
I hope apko ye artical se kuch naya sikhne ko mila hoga agar apko ye aritcal pasand aaya hai to mere post ko jarur share kare sath me mere youtube ko subscribe karle