Wordpress
Aap Free Blog Ye Website Kaise Banaye WordPress Par In Hindi
![]() |
wordpress blogspot se bhater kyu hai |
WordPress Blogspot Se kyu Behtar Hai;
WordPress or blogspot dono blogger platform hai . wordpress par hum custiomie ache se kar sakte hai ,jabki blogspot par hamara pura control nahi rahata hai or isme kuch feature hai wordprsee blog banane se pahle ek bar ye post or pad le
WordPress Blog Ke Liye Hosting Kaha Se Kharide?
Hosting hamare phone ke memory card ki tarah hai jis tarah memory card me hamare songs, videos,movies,photo,data save rahti hai bilkul waisa hi hosting par hamare blog ki sabhi data save rahti hai, maine digital ocian ki free hosting ke bare me pahle se btaye hai aap chahe to is post ki help se free hosting le sakte hai
Digital Ocean Par Free Hosting Kaise Kharide Cloudways Se. or agar aap paid hosting lena chahe to mai aapko suggest karunga ki aap hostgator ya bluehost se hosting kharide ,in my case main hostgator ki hosting use karta hu,
WordPress Par Free Blog Kise Banate Hai puri jankari ?
WordPress par blog banane ke liye aapko hosting leni padegi ,waise to aap wordpress ,com par free blog bhi bana sakte ho but usme aap theme change nahi kar sakte or koi or important customuzing kar sakte hai aur apka blog dang ka nahi dikhta hai.
Agar aap wordpress par new hai to mai aapse kahunga ki aap ek bar kisi free hosting dene wali site bahut se hote hai magar unki capicite kam hone hai ti isliye paid hostong le
magar apko free hosting bata raha hu ap paid hostin use kare
Step 1
Sab se pahle WordPress.com website par jaye or create blog par click kare,create blog par click karte hi aapki koi theme choose karne ke liye kaha jayege aap apni pasand se koi bhi theme select kare,
Step 2
Ab aapko blog ka koi bhi domain chunna hai free domain ke liye domain me wordpress lagaya jaise example wordpress,com
Image me jaise bataye hai waisa hi domain name select kare
Step 3
Ab select free plan par click kare
Step 4
1.Apna email adress fill kare jaise aap wordpress blog banana chate hai
2. Username select kare
3. Strong password banaye
4.Create account par click kare
Bas ab aapka wordpress par blog ban gaya hai,ab aapse email verify ke liye kaha jayega email inbox me jakar wordpress massage we me link par click kar ke verify kar sakte hai,
To aap customize per click kare Aur apne blog ke dashdaord me jaye aur apko wordperss blog banane me koi problem aata hai to mujhe comment jarur kare
Sath hi agar aap wordpress ke bare me jana hai to mujhe comment kare.
I hope aapko ye article accha laga hoga to ise social media par apne friend ke sath share jarur kare taki wo bhi wordpress par free blog bana sake.